Adhyapak jee

yeh akarmak aur sakarmak criya mein karya aur karm ka matlab samjha saktein hein? Mujhe samaj mein nahin a raha.

मित्र हम आपको एक लिंक दे रहे हैं। आशा करते हैं, यह आपकी सहायता करेगा-
https://www.meritnation.com/ask-answer/question/what-is-the-difference-between-sakarathmak-and-akarathmak/hindi/1888292

  • 0

Akarmak aur sakarmak kriya mein antar-

skarmak kriya mein karta, karm aaur kriyaa hote hai

udharan- ajay basooree baja raha hein

is vaakya meinajay karta hein

basooree karm hein aur

baja raha hai kriyaa

is vakya sein ek prasna bhi ban sakta hai- ajay kya kar raha hein?

Akarmak kriya

akarmak kriya mein karm nahi hota

udharan- kriti has rahi hai

is vakya mein kriti karta hai

aur has rahi hai Kriya

is vakya se prashna nahi ban sakta

  • 0

umeed hein aapko aapke savaal ka javab mil gaya hoga

vese-

karta subject hota hein

karm object hota hein

  • 0
What are you looking for?