grammar:-

  1. 'kya main bhi kha sakta hun?' vakya mein kriya ka sahi bhed likhiye..!!
  2. 'shivam ne danish ko pustak di.' vakya mein prayukt kriya bhed ko likhiye.
  3. 'bacche nibandh (essay) likh chuke hain' vakya mein mukhya kriya kya hai?
  4. 'hamm roz hockey khela krte they.' is vakya mein rekhankit kriyaon ka bhed likhiye..
  5. 'seema ne sara khana bana liya' vakya mein rekhankit kriya ka sahi bhed likhiye'
  6. talaab mein neele kamal khile hain. visheshan ka bhed likhiye.
  7. ghar ke bahar do gadiyan khadi hain. visheshan ka bhed likhiye.
  8. koi aadmi aa rha hai. visheshan ka bhed likhiye.
  9. 3 metre bijli ki taar le aao. visheshan ka bhed likho.
  10. sahi kriyavisheshanon se vakya purna kro.:-
  11. ek boond______ uchli.
  12. pat nahi voh_____chla gaya.
  13. ________bolo, koi sun lega.
  14. ________jao jis se samay par pahunch sakoo..!!

 

मित्र हम आरंभ के चार के उत्तर दे रहे हैं बाकी आप इसी तरह करिए इससे आपका अच्छा अभ्यास होगा। आप हमें यह लिखकर भेज सकते हैं। हम जाँचने में आपकी सहायता करेंगे।-
1. संयुक्त क्रिया
2. द्विकर्मक क्रिया
3. लिख
4. संयुक्त क्रिया

  • -2
ops
  • 1
What are you looking for?