hi,

can u please explain why the below sentence is sakarmak and the other sentence is akarmak, when both are having only action (kriya)in place and no object (karm) in them. please answer urgently

As per your explanation of one nswer below sentence is sakarmak- how?

ram nritya kar raha hai

while the below sentence is akarmak

ram so raha hai

pehla vakya sakarmark isliye hai hai kyonki isme yeh prashn ban raha hai ki-

Ram kya kar raha hai.

ram nritya kar raha hai.....

lekin doosre vakya mein is prakar ka prashn nahi ban sakta-

ram kahan so raha rai.....yeh nahi ban sakta.

aur jis bhi vakya mein aisa prashn na bane to veh akarmak kriya hoti hai.........

  • 1
What are you looking for?