mohawron ka arthwakay ke sahit (meaning and sent ence)

1. doob te ko tinke ka sahara

2.cherag tale andhera

(1) doobte ko tinke ka sahara=(musibat ke samay thodi sahayta bhi bahut hoti hai)-aaj kal mulchand bimar hai,uski bis rupye dekar hi sahayta kar dijiye,kyonki dubte ko tinke ka sahara bahut hota hai !!

(2) chirag tale andhera=(apni burai nahi dikhai dena)-daroga ji gundo ko to pakad rahe hain , per apne bete ki gundagardi se wakif nahi hain ! ise kahte hain chirag tale andhera !!

  • 2

1. musibat ke samay maddat  karna -uski buri paristhitiyo mein uske bete ne uska bahut saath is prakar diya h jaise doobte ko tinke ka sahara

  • 4

a sentence with hindi muhavore diya tale andhera

  • -2
What are you looking for?