sarwanaam ki paribhacha saral vakya ma dijiya

sangya ke sthaan par prayog kiye jaane wale shabdon ko sarvanaam kehte hain.

udahran-1) vah khel raha hai.

2) zara dekho kaun aaya hai.

3) tum padhne jao.

4) main bazaar ja rahi hoon.

hope this helpzz..

  • 3
What are you looking for?