Sone se ang bharta h man nhi is kathan ko pallavit kre yaha sona gold wala sona h bhut bache bol rhe h ye sleeping wala sona h

Haan. Ye sleeping waala sona hi hai. Yeh kathan sanskriti paath se hai jiske madhyam se kavi ne yeh samjhaana chaaha hai ki tan dhaka hone par bhi ek sanskrit vyakti aakash ke neeche baithkar yahi sochta rehta hai ki is motiyon bhari thaal mein se moti neeche kyu nhi gir rahe arthaat aasmaan se taare neeche kyu ni gir rahe hain. Kavi yeh batana chahte hain ki sanskrit vyakti kabhi bhi nithalla nahi baith sakta
  • 0
What are you looking for?