uper diye gaye ek example me mistake hai: "veh roz subah jaldi uthkar baron ko namaste karti hai". yahan par 'jaldi' visheshan nahi balki kriyavisheshan hai. (jo uthne ki visheshta bata raha hai) please correct the mistake or either correct me if i am wrong anywhere.

मित्र आपने सही कहा है हम इसे शीघ्र सुधारने का प्रयास करेंगे। 

  • 0

jaldi is a kriyavisheshan bcauz kriya ki visheshta batane wale shabdon ko hi kriyavisheshan kehte hain.

yahan 'uthne' kriya ki visheshta jaldi batata hain atah yah reetivachak kriyavisheshan hain

  • 0

so, do u also think that this is a mistake and should be corrected....? experts where are u?

  • 0
What are you looking for?