vikari shabd aur avikari shabd ke udarahan dijiye . 

हमारे मित्र ने विकारी तथा अविकारी शब्द के विषयों में बहुत अच्छी जानकारी दी है। हम इसके अतिरिक्त आपको अन्य उदाहरण उपलब्ध  करवा रहे हैं। वे इस प्रकार हैं-
विकारी-
लड़की, लड़का, कुर्सी, रह, तुम

अविकारी-
अचानक, जल्दी, और, धीरे, अंदर
 

  • 0
vikari shabd vo hote hai jo vakya ke roop aur vibhaktiyoon ke saath khud bhi badalte rhte hai. avikari shabd vo hote hai jo sabhi prakar ke vakyon main ek hi prakar se upasthith hote hai. unka roop nahi badalta.
jaise:
1. ​veh ladki gori hai. 
2. ve ladkiyaan vidyalay ja rahi hai. 
yahan "ladki" shabd badal gaya isliye yeh shabd avikari hai. 
1. mujhe bhuk lagi hai, jaldi khana do. 
2. ram ko delhi jaane ki jaldi hai. 
yahan "jaldi" shabd avikari hai kyuki vo kisi bhi prakar ke vakya main apna roop nahi badal rha hai. 


hope u understood... 
 
  • 1
What are you looking for?