what is the correct difference between nishchay vachak and anishchay vachak ?

  asked by akshaya

NISHCHAY  VACHAK  SARVANAM  -   Jo  sarvanam  kisi  vyakthi,  vasthu  aadi  ki  aur  nishchay  poorvak  sanketh  kare,  ve  nishchay  vachak  sarvanam  kahalathe  he!

ANISHCHAY  VACHAK  SARVANAM  -  Jis  sarvanam  shabd  ke  dwara  kisi  nishchit  vyakthi  athava  vasthu  ka  bodh  na  ho  ve  anishchay  vachak  sarvanam  kahalathe  he!

  • 3

nischaya sankhaya wachak-jaase:das aam

nischaya wachak wo hota hai gis chig ki sankya hame malom ho [gis chij ke quantity ke bare me hame accurate jankari ho]

anischay wachak:ex-kuch lakde,thode chatra,bahut log [people]

anischaya wachak wo hota hai gis ke sankhya ke bare me hame maloom na ho. [unknown quantity] 

  • 0

ve sarvanam words jo kisi sangya ka nishchit bodh karate hain unhe nishchaye vachak sarvanam kahte hainlike ye tera ghar hai. ye almari badi hai aur ve sarvanam shabd jo sangya ki sthiti ka nishchit bodh nahin karate hain une anishchaye vachak sarvanaam kahte hain like pani mein kuch gir gaya.

  • 0

Nishchayvachak sarvanam means which indicates to a particular person or a thing

Anishchayvachak sarvanam means which does not indicate to a particular thing or a person

  • -1
jin shabdo  main yaa sarvanam  kisii nishchit vyakti yaa vastu ki aur sanket kare use nishchay vachak sarvanaam kehte hain 

jin sarvanaam main kisse nishchit vyakti yaa vastu ki or sanket naa kare usse anishchay vachak sarvana
am kehte hain


 
  • 1
What are you looking for?