what is Sayunkta kriya and sahayak kriya ?

plz differentiate between them..

Sayukta Kriya:-

  • mukhya kriya ki sahayata karna wali kriya ko sahayak kriya kehte hain.
  • sanyukt kriya mein jo kriya vaakya ko poora karne mein mukhya kriya ki sahayata karti hai, vah sahayak kriya kehlati hai.

( sahayak kriya kaal ka bhi bodh karati hai.)

Udahran -

  1. aam pakk chuke hain.
  2. ladke ghoom rahe hain .
  3. bacche khel rahe hain.
  4. ram padh raha hai.
  5. mohan bazaar jaa raha hai.

Sahayak Kriya:-

वाक्य में जब मुख्य क्रिया के साथ अन्य क्रिया जुड़कर अपना अर्थ खो दे और मुख्य क्रिया के अर्थ में नयापन और विशेषता उत्पन्न कर दे, तो उसे सहायक क्रिया (रंजक क्रिया) कहते हैं।

  • 4
What are you looking for?